Featured Post

LIKE US ON FACEBOOK For Daily Update

Please Like us on Facebook

Sunday 29 October 2017

जाने दही खाने के 12 बेहतरीन फायदे और खूबियाँ



  • Dahi mai calcium hone ki wajah se hadiyo(bones) ki mazbuti badhti hai. 
  • Dahi se baalo ki 5 minute tak maalish kare phir naha le. Aesa karne se baal shiny aur silky ho jaaenge. 
  • Dahi khane se body ka cholestrol level kam hota hai. Iski wajah se heart problems ka khatra kam hota hai. 
  • Dahi khane se digestion mai sudhaar aata hai. 
  • Besan dahi face pack in hindi: Dahi aur besan ko mix karke body mai malish kare aur kuch der baad naha le. Aesa karne se paseene ki badbu se rahat milegi. 
  • Roz ek katori dahi khaane se neend na aane ki shikayat dur hoti hai. 
  • Chaach ya lassi peene se pet ki garmi dur hoti hai aur sharir mai paani ki kami bhi nahi hoti. 
  • Dahi mai heeng ka chok lagakar khaane se jodo ke dard mai rahat milti hai. 
  • Dahi mai kishmish, badaam ya chuhara milakar khaane se wazan badhane mai help miti hai. 
  • Dahi mai nimbu ka ras milakar body par lagane se skin mai glow aata hai chehra chamak jaate hai. 
  • Dahi ki malai ko muh ke chaalo par din mai 2 se 3 baar lgane se muh ke chaale dur ho jaate hai. 
  • Dahi mai kaali mirch powder milakar sir dhoye isse dandruff kam hoga, aesa hafte mai do baar kare.












TAGS: #​dahi khane ke labh #dahi khane ke fayde aur nuksan #dahi benefits for skin in hindi #benefits of curd on face in hindi #balo me dahi ka upyog #benefits of curd in hindi #dahi benefits for hair in hindi #benefits of curd for weight loss in hindi #dahi khane ke fayde aur nuksan #dahi benefits for hair in hindi #curd in hindi meaning #curd benefits for hair growth #curd and yogurt in hindi

No comments:

Post a Comment